Friday, October 15, 2010

Sai Ram

Aaj mjhe bahut acha laga aaj maine sai ram ko hamari shaadi ka pehla card diyaa unse dua ki sab kuch ache se ho jaaye aur vo shaadi me jarur aashirwaad dene aaye kisi bhi roop me...... aur vo hamesah ham par apni kripa banaye rakhe hamse koi galti ho to hame maaf krde...aur sachin kki chahat puri kr de...

Maine unhe chadar chadyi jo pandit ji ne sai baba ko tabhi deodh di

aur unhe jo parshad chadaya vo bhi unhe bhog laga diyaa aur rupey bhi chada diye maine i hope sai baba hamesha hamare saath rahe

Om sai ram :)

No comments:

Post a Comment